03AAEFE9638G1ZG inka GST number hai.
03AAEFE9638G1ZG inka GST number hai.. par 1 no. Ka fake hai.paisa khali nikalate hai.sab document fake hai inke.kuch material nahi aata pahile paisa lete hai.. Abhishek Singh,sonu sharma ne paisa liya.abhitak delivery nahi kiya.hold pe gaya. courier holding charges 1000/- per day.lagaya.inke vajese mera hold gaya.kyu ki unko paisa transfer kiya per gaya nahi aisa bola.maine khud mere bank me jake check kiya tab bank vale ne bataya ki kab ka gaya inke account pe.par ihnone 3 din ke baad mujhe reply kiya.tabi courier charges 1k bataya.maine pucha mujhe aapke statement send karo.to sonu sharma aur manoj inka manger ne fake share kiya screen shot.koi bhi inse kuch mat lena.delivery hogi kar ke paisa nikalate hai.aur ye chutiya log.maine inse jeans order kiya.cod pe.pahile bola nahi hai.maine bola half payment karata hu aur delivery hoga tabhi balance amount paid karata hu.to thik hai bola.usake baad courier ka call aata hai ki aapka parcel aaya hai.par aap aapke dealer ko bolo mail karane ko.to maine kiya Sonu Sharma ko to usane bola aapko balance amount paid karana padega tabhi mail jayega yahase.ye chutiya sala.aisa bola.to maine bola ki bhai delivery nahi hua to maine pay kaise karu to bahot bolne laga nahi sir aapko pay karana padega.maine pucha ye prosess hai to mujhe pahile bolne ka.to maine kyu order karata..chalo phir bhi kiya.. balance amount.to inko woh paisa gaya nahi. Mere account se cut huaa.par inke pass gaya nahi.ussnke baad 3din me replay aaya.to courier ka call aaya aapko pahile holding amount paid karana padega 2000/- tabhi yaha se maine aavunga delivery ke liye.aur courier vale ka office address send karo aisa bola to aapke pass me hai. Hai par kidar to fake address short address diya.inko mera paisa hajam nahi hoga..garib ka paisa aur mehnat ka.garib hu isliye cum price me mil raha hai isliye le raha tha par.. jane do. Inko mere paise ka pata chalega mera hay hai ki inko kabhi na kabhi rona padega.. iske liye.. bhagwan na kare ki unke ghar vale ke vajesse bhi paisa nahi milega.kyu ki yahi khana hai aur yahi papo ka chukata karana hai .








