Fraud company hai aur jo time bolata…
Fraud company hai aur jo time bolata hai Mal Dene ka dilivery karne ka use time per kabhi nahin aata Mera product 2 mahine se dilivery nahin hua Hai aur jab bhi customer care se baat karo to bolta hai ki aajkalme dilivery karwa deta hu sab fraud hai inme sab samil hai








